Manav Ka Saccha Dharm Kya Hai :
Manav (Mankind) ke Sacche Dharm Ke Liye Sab hi Soch Jyadatar Ek Jasi Hoti hai ki Manav ka saccha Dharam Manavata hai, Bado Ka Samman hai ,Bhuke Manav Ko Khana Khilana hai , Pyase ho Pani Pilana hai , Katinai (Difficulty) main fase Manav ko Rah Dikhana hai, Or Bhi Bahoot se Esse hi Khyal (Thoughts ) hai Humari.
Par Kya En Sabhi bato ka hum palan karte hai , Kya kisi 4 din ke bhuke manav ko hum aadhe din bhuka rah kar khana kila sakte hai, Kya hum apni beti ya bahan ki shadi main thoda sa kam paisa laga kar , Kisi Garib or jarrorat mand ki bahan or beti ki shadi kara sakthe .
Hum Sab acchai or burai ko jante hai kya cheez acchi hai or kya buri bus koi pahal nahi ho pa rahi or bus ek hi baat humhare vicharo ko khokala kar jati hai ki, " Mare akele ke karne se kya hoga ".
Par Sacch to yahi hai ki yadi essa ap karenge to aap Dusro ke liye Perna banenge, or fir dusre bhi essa hi karenge . Essa karne se Jo Sukh ki prapti hogi who kahi nahi mil sakti.
Apne liye or Apne pariwar ke liye hum jite hai par saccha swarg yadi es dunia main dekhana hai to dusro ke liye jina hoga.
Hum Badleng to Humhara Pariwar Badlega ,
Humhare Pariwar se Humhari Humhari Colony , Humhara Gaev Badlega,
Or fir humhara sahar , Humhara Rajay or Desh Badlega,
कोई नही है मेरी फिक्र करने वाला ..
फिर भी बेफिक्र रहती हूँ..बस एक है मेरे ऊपर जान छिडकने वाला..जिसे मैं बाबोसा भगवान कहती हूँ..बाबोसा भगवानतेरी रहमतों के सहारे मैं पलती हूँऔर तेरा ही नाम लेकर आगे बढ़ती हूँ,बाबोसातू मुझसे नजर ना फेरना कभी,इक तू ही है जिसके सहारे मैं चलती हूँ। ।।
DONO QUOTES ARE VERY TRUE AND NICE
ReplyDeleteEVERY HUMAN BEING FOLLOW THESE QUOTES
JAI SHREE BABOSA